Ho Gaya Hungama Aiyo Aiyo Rama Song Lyrics - Jungle Lyrics

Ho Gaya Hungama Aiyo Aiyo Rama Lyrics: Song from Jungle Lyrics movie sung by makrand deshpande, sonu nigam, sowmya raoh, sunidhi chauhan, song is composed by anu malik.

Ho gaya hungama aiyo aiyo rama – (2) Ho gaya hungama

Aiyo aiyo rama ho gaya hungama Choree se dil meraa jo koyee le gaya, aiyo aiyo rama Choree se dil mujhe jo koyee de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladee hai Rat hai chhotee lekin bat badee hai Oye kaise bataau kasi mushkil ghadee hai Agge jamana pichhe duneeya khadee hai

Aiyo aiyo rama – (5)

Aiyo aiyo rama, ho gaya hungama Choree se dil meraa jo koyee le gaya, aiyo aiyo rama Choree se dil mujhe jo koyee de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladee hai Rat hai chhoti lekin bat badee hai Oye kaise bataau kasi mushkil ghadee hai Agge jamana pichhe duneeya khadee hai

Aiyo aiyo rama, ho gaya hungama Choree se dil meraa jo koyee le gaya

Aiyo, aiyo aiyo rama, ho gaya hungama Ham bola thoda garmee thoda thanda

Wakt hai nashila o mad bhara sama hai Chandanee khilee hai chand bhee jawan hai Koyee dekhta hai palkhe jhukake Aaya hai koyee bachke bachake Ho chhupke chhupake apni aankh ladee hai Rat hai chhoti lekin bat badee hai Oye kaise bataau kasi mushkil ghadee hai Agge jamana pichhe duneeya khadee hai

Aiyo aiyo rama, ho gaya hungama Choree se dil meraa jo koyee le gaya Aiyo aiyo rama, choree se dil mujhe jo koyee de gaya

Aye dekha re ham sab dekha re Hmmm um hmmm ek ladka ek ladkee Thoda thanda thoda garmee aiyo

Pas me hain dono phir bhee duriya hain Fasle najane kaise darmiya hain Na din maheena na sal puchho, divangee ka na hal puchho Hey chhupke chhupake apni aankh ladee hai Rat hai chhotee lekin bat badee hai Oye kaise bataau kasi mushkil ghadee hai Agge jamana pichhe duneeya khadee hai

Aiyo aiyo rama, ho gaya hungama Choree se dil meraa jo koyee le gaya Aiyo aiyo rama, choree se dil mujhe jo koyee de gaya Hey chhupke chhupake apni aankh ladee hai Rat hai chhotee lekin bat badee hai Oye kaise bataau kasee mushkil ghadee hai Agge jamana pichhe duneeya khadee hai