Ai Sanam Aaj Yeh Kasam Khaye Song Lyrics - Jahan Ara Lyrics

Ai Sanam Aaj Yeh Kasam Khaye Lyrics from Jahan Ara Lyrics (bollywood) sung by lata mangeshkar, talat mahmood. This song is composed by madan mohan with lyrics penned by rajendra krishan. Jahan Ara Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Ai Sanam Aaj Yeh Kasam Khaye Lyrics from Jahan Ara Lyrics: lata mangeshkar, talat mahmood sings this bollywood song for Jahan Ara Lyrics film with music by madan mohan

Ai sanam aaj yeh kasam khaye Mudke abb dekhane kaa nam na le Pyar kee wadiyo me kho jaye

Ai sanam aaj yeh kasam khaye Fasale pyar ke mita dale Aur duniya se dooriar ho jaye

Iss mohobbat ke siwa aur na kuchh yad rahe Ishk duniya kee tamannao se aajad rahe Teree aakhon ke siwa jindagee aur hain kya Teree chahat kaa nasha, bekhudee aur hain kya

Jis taraf jaye, baharo ke salam aayenge Aasmano se yeh rangin payaam aayenge Teraa jalwa hain jaha, meree jannat hain waha Tere hotho kee hasin, sau baharo kaa samaan

Apna iman fakata, apanee mohabbat hogee Har ghadee ishk kee ek taaja kayamat hogee Dekhakar range wafa, muskurayega khuda Aur sochega jara, ishk kyo paida kiya