Hungama (1971) Lyrics / Hindi / Asha Bhosle

Waah Ri Kismat Waah Waah Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Waah Ri Kismat Waah Waah is presented as a lyrics page from Hungama (1971) Lyrics in the Hindi collection with Asha Bhosle and Manna Dey in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Waah Ri Kismat Waah Waah", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thiswaah ri kismat waah waah lyricshungama 1971 lyricshindi song lyricsasha bhosle lyricsmanna dey lyricsreflection lyricsemotional songwaah ri kismat waah waah

Lyrics

Maa maa maa....... maara Waah ri kismat waah waah -2 Waah ri waah ri waah ri waah ri waah ri kismat teri jai jai Aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2) Maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) Haan dang reh gaya dekhake tera -2 yeh humgaama re Humgaama, (haay re humgaama -3) haay re Haan dang reh gaya dekhake tera yeh humgaama re Chaaha toh tha banu kanhaiya bana sudaama re Pyaar ki baaji mein dil kho ke -2, main toh sab kuchh haara re Kaha laake maara re - (2) Maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -4) maara Na kahin daana na kahin paani -2 na kahin khaana re Haan na koyi hamdam na koyi tagmag re Haan na koyi hamdam na koyi sargam, na koyi gaana re Bhuk ki aag mein jali jawaani -2 yeh kya rang nikhaara re Kaha laake maara re, hamein kaha laake maara re Maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) Haan chingaari si chhitake najar se -2 saans mein shole re Aah bharu toh dharati kaanpe -2 ambar dole re Har aansu jo aankh se tapake -2 ban jaa haay angaara re Kaha laake maara re, waaah ri kismat ter jai jai Aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2) Maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) (Sargam) Maara maara maara maara maara....

About this song

Waah Ri Kismat Waah Waah Lyrics: Song from Hungama (1971) Lyrics movie sung by asha bhosle, manna dey, written by anjaan, song is composed by r d burman.