(Aap ka makan bahut achha hai nahi Is makan ka mehman bahut achha hai) – (2) Mehman kaha hai bataiye – 2 Aaine ke samne aa jaiye Aap ka makan bahut achha hai nahi Is makan ka mehman bahut achha hai
(Mehman navazi ka shukariya Humne to kuch bhi nahi kiya) – (2) Aapka mijaj bahut achha hai nahi Aapka andaz bahut achha hai Andaz me kya hai bataiye – 2 Aaine ke samne aa jaiye Aap ka makan bahut achha hai nahi Is makan ka mehman bahut achha hai
(Mehman rahega yaha kitne din Uska ji chahe utne din) – (2) Aapka jawab bahut achha hai nahi Dekha hai jo khwab bahut achha hai Khwab me kya hai bataiye Aji khwab me kya hai bataiye Aaine ke samne aa jaiye
| Movie / Album | Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Israr Ansari |
| Singer's | Alka Yagnik, Saurabh Srivastav |
| Music Director | Raamlaxman |
Lyricist : Israr Ansari
Singer : Alka Yagnik, Saurabh Srivastav
Lyricist : Ravinder Rawal
Singer : Pratima Rao, Ravindra Bijoor
Lyricist : Israr Ansari
Singer : Alka Yagnik, Saurabh Srivastav