Thandee thandee purvaiya me udatee hai chunariya hey Dhadke mora jiya rama balee hai umariya Dil pe nahee kabu, kaisa yeh jadu
Yeh mausam kaa jadu hai mitwa Naa abb dil pe kabu hai mitwa Naina jisme kho gaye, divane se ho gaye Najara woh harsu hai mitwa Yeh mausam kaa jadu hai mitwa…
Sheharww babu ke sang mem goree goree hey Aise lage jaise chanda kee chakoree
Phulo kaliyo kee bahare, chanchal yeh hawao kee pukare
Hamko yeh isharo me kahe ham, thamke yaha ghadiya gujare
Pehle kabhee toh naa hamse, batiyate the aise phulwa
Yeh mausam kaa jadu hai mitwa…
Sachchee sachchee bolna bhed naa chupana, hey Kaun dagar se aaye, kaun disha hai jana
Inko ham le ke chale hain, apne sang apanee nagariya
Hai re sang anjane kaa, us par anjan dagariya
Phir kaise tum dur itne, sang aa gayee mere goriya
Yeh mausam kaa jadu hai mitwa
Movie / Album | Hum Aapke Hain Kaun Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam |
Music Director | Ram-Laxman |
Lyricist :
Singer : Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam
Lyricist : Ravinder Rawal
Singer : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Lyricist : Dev Kohli
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Ravinder Rawal
Singer : Lata Mangeshkar