Yeh Mastaani Dagar Matwaali Waadiya Song Lyrics - Hifazat (1973) Lyrics

Hifazat (1973) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by r d burman. . The song lyrics of Yeh Mastaani Dagar Matwaali Waadiya are below

(Yeh mastaani dagar matwaali waadiya Baahon ko thaamati rangili daaliya Aisa sama milata hai re kahaan Haay re mujhako ai dil abb toh gum ho jaane de yahaan) – (2)

Sang mere jhule tan meera chume Resham jaisa bheega bheega udate baadal ka dhunwaan Yeh mastaani dagar matwaali waadiya Baahon ko thaamati rangili daaliya Aisa sama milata hai re kahaan Haay re mujhako ai dil abb toh gum ho jaane de yahaan

Jab hawa laage dil mera jaage, akhiya dole kaliya bole Meri dhadkan ki jubaan Yeh mastaani dagar matwaali waadiya Baahon ko thaamati rangili daaliya Aisa sama milata hai re kahaan Haay re mujhako ai dil abb toh gum ho jaane de yahaan