Kal Raat Usane Song Lyrics - Hawas Lyrics

Kal Raat Usane Lyrics from Hawas Lyrics (bollywood) sung by asha bhosle. This song is composed by usha khanna . Hawas Lyrics (bollywood) film stars ,the songs were released in .

Kal raat usane -2 sapane mein mujhako chheda, kal raat usane Kabhi iss karwat, kabhi uss karwat Deewaana raha kabhi tan se lipat kabhi mann se lipat haan Haan kal raat usane sapane mein mujhako chheda, kal raat usane

Bada deewaana hai woh toh prem ke raag sunaaye – (2) Mori gori chunar, mohe lagata hai darr kahin maili na ho jaaye Mohe paas bulaaye, main na jaau khud aaye Use laaj na aaye mohe ang lagaaye, phir saare dip bujhaaye Darake boli o hamjoli kal ka waada bilkul pakaa Woh muskuraata raha, kabhi aise palat, kabhi waise palat Deewaana raha kabhi tan se lipat kabhi mann se lipat haan Haan kal raat usane sapane mein mujhako chheda, kal raat usane

Bada natkhat hai woh ban gaya re krishn kanhaayi – (2) Main jamuna mein nahaane gayi aur usane chaal chalaayi Meri saari churaayi, meri angiya churaayi Main baiyaan padi, maine binati kari, nahi maana re raam duhaayi Bola raadha sangam hoga, main kya kehati waada jo tha Main sharmaati rahi, kabhi aise simat, kabhi waise simat Deewaana raha kabhi tan se lipat kabhi mann se lipat haan Haan kal raat usane sapane mein mujhako chheda, kal raat usane