Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya (x2) Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2)
Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai Har pal tere sapne ye dekha karta hai Maana tumne raaste apne badal diye Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya (x2) Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi
Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho
Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya (x2) Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya (x2) Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
| Movie / Album | Hate Story 4 |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Rashmi Virag |
| Singer's | Armaan Malik |
| Music Director | Baman |
| Label | T-Series |
| Year | 2018 |
| Starring | Gulshan Grover, Ihana Dhillon, Karan Wahi, Urvashi Rautela, Vivan Bhatena |
Lyricist : Manoj Muntashir, Sanjay Gupta
Singer : Jubin Nautiyal, Neeti Mohan