Yaad Mujhko Kaun Aaya Song Lyrics - Hasrat (album) Lyrics

Yaad Mujhko Kaun Aaya lyrics Hasrat (album) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . . Produced by

Yaad mujhko kaun aaya raat bhar – 3 Dil jala toh bujh na paaya raat bhar Ek jara si muskurahat ka asar – 2 Chain khoya dil gawaya raat bhar Yaad mujhko kaun aaya raat bhar

(Yeh hawa chupkese aakar keh gayi Chandni chat par akeli reh gayi) – 2 Tumne kyo yeh dil jalaya raat bhar – 2 Dil jala toh bujh na paaya raat bhar Yaad mujhko kaun aaya raat bhar

(Karwatein bechainiya leti rahi Naram palkein nam meri hoti rahi) – 2 Sona chaha so na paaya raat bhar – 2 Dil jala toh bujh na paaya raat bhar Yaad mujhko kaun aaya raat bhar