Oh Saaqi Song Lyrics - Haroon Ka Nasha Lyrics

Oh Saaqi Lyrics: Song from Haroon Ka Nasha Lyrics movie sung by haroon, song is composed by .

Abb woh saath nahi raha baaki Abb woh saans nahi hai Reh gayi hai bass woh deewaanagi Abb woh raaj nahi hai Wohi khaali baatein hain – 2 Abb jaam pila saaqi, ehsaas dila saaqi Raahat ki hai woh baat, dariya ke saath saath Mujhko kahin phir tu dubo de oh saaqi

Main khud bhi nahi raha baaki Nahi parawa koyi hai Rehne do bass yahi aawaaragi Abb woh paas nahi hai Wohi khaali shaamein hain – 2 Abb jaam pila saaqi, jasbaat chala saaqi Chaahat ki hai woh baat, parvat ke saath saath Mujhko tu kahi bhi uda le ja saaqi

Abb main dub raha hoon – 2 Duniya baaki kyun hain – 2 Abb jaam pila saaqi, ehsaas dila saaqi Raahat ki hai woh baat, dariya ke saath saath Mujhko kahin phir tu dubo de oh saaqi……..