Woh din yaad karo – (2) Woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo Woh din yaad karo – (2) Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo
(Phirse the aazad hum to chaman mein Chand aur suraj hai jaise gagan mein) – (2) Ab to ye jeevan hai ulzan ki seema Dhadke mera dil ab dheema dheema, woh din yaad karo Woh din yaad karo – (2) Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo
Jab main kali thi (tab hi bhali thi – 2) Koi na gam tha (main manchali thi – 2) Meri gali se tera gujarna Naino ke raste dil mein utarana, woh din yaad karo Woh din yaad karo – (2) Woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo Woh din yaad karo – (2) Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo
| Movie / Album | Hamrahi (1963) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Singer's | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |
| Music Director | Shankar-Jaikishan |
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Mohammad Rafi, Mubarak Begum