Insaan kya Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake Insaan kya
Insaan kya Insaan kya jo gardishon ke bich kush na rah sake – 2
Insaan kya Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake Insaan kya
(Main kishti kyuun na chhod duun balaaon ke muqaabile Tufaanon ke muqaabile)- 2 Vo kishti kya Vo kishti kya jo aandhiyon ke saaye mein na rah sake – 2
Insaan kya Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake Insaan kya
(Bach bach ke chalane vaale ki hai zindagi kya zindagi Hai zindagi kya zindagi) – 2 Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2 Na mauj ban ke bah sake -4 Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2
Insaan kya Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake Insaan kya
| Movie / Album | Hamaari Baat Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Anil Biswas, Parul Ghosh |
Lyricist :
Singer : Anil Biswas, Parul Ghosh