Shukriya Song Lyrics - Haathi Mere Saathi

Shukriya Song Lyrics from Haathi Mere Saathi (Hindi) (2021) Shukriya Song Lyrics sung by Rituraj Mohanty.This song is composed by Shantanu Moitra with lyrics penned by Swanand Kirkire. Haathi Mere Saathi (Hindi) (2021) movie stars Rana Daggubati, Vishnu Vishal and the songs were released in 2021.

Bhavro ki gun gun gun Titli ki run jhun jhun jhun

Bhavro ki gun gun gun Titli ki run jhun run jhun Hawao ki san san san san Kahe shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya

Bhavro ki gun gun gun Titli ki run jhun jhun jhun Hawao ki san san san san Kahe shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya

Kirno ki kilkariya Pedo ki angdaiya Pattiya kahe shukriya Oh kali kahe shukriya

Nadiya kahe sar sar sar sar Jharno ki had bad had bad Pathrile uche pervat Mausam ke saare kartab Panchiyo ki anban anbn Kahe shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya Shukriya shukriya shukriya shukriya…..