Yeh Bombay Sheher Haadaso Ka Sheher Hai Song Lyrics - Haadsaa (1983) Lyrics

Yeh Bombay Sheher Haadaso Ka Sheher Hai Lyrics: Song from Haadsaa (1983) Lyrics movie sung by amit kumar, written by m g hashmat, song is composed by kalyanji-anandji.

Hey (yeh bombay sheher haadaso ka sheher hai-2) Yahaan jindagi haadason ka safar hai Yahaan roj roj har mod mod par hota hai koyi na koyi Haadasa haadasa haadasa haadasa

Yahaan ki khushi aur ghum hai anokhe Bade khubsurat se hote hai dhoke Bahot tej raftaar hai jindagi ki Hai fursat kise koi kitana bhi soche Khushi haadasaa hai ghum haadasa hai Haqiqat bhulaakar har ek baagata hai Yahaan roj roj ki bhaag daud mein hota hai koyi na koyi Haadasa haadasa haadasa haadasa

Yahaan aadami aasmaan chumate hai Nashe mein tarakki ke sab jhumate hai Hari roshani dekh bhaagi woh kaare Achaanak ruki phir se banake kataari Yahaan ke parindo ki parwaaj dekho Haseeno ke chalane ka andaaj dekho Yahaan husn ishq ki aabo hawaan mein hota hai koyi na koyi Haadasa haadasa pyaar ka haadsa Yeh bombay sheher haadaso ka sheher hai Yahaan jindagi haadason ka safar hai Yahaan roj roj har mod mod par hota hai koyi na koyi Haadasa haadasa haadasa haadasa