Sochte Aur Jaagte Aankha Ka Song Lyrics - Ghazals Lyrics

Sochte Aur Jaagte Aankha Ka lyrics : Sochte Aur Jaagte Aankha Ka Song from Ghazals Lyrics is sung by ghulam ali and composed by ,

Sochate aur jaagte saanson ka ek dariya hoon main, Apne guldastha kinaro ke liye bahta hu main

Jal gaya sara badan, in maasoom ki aag me, Ek maasoom rooh ka hai, jismein ab zinda hu main

Mere honto ka tabasoom, de gaya dhoka tujhe, Tumne mujhko baag jana, dekhle sahara hu main.

Dekhe meri pajirayi ko aab aata hai kaun, Lamha bhar to waqt ki, dahliz par aaya hu main.