(Dhup mein nikala na karo roop ki raani Gora rang kaala na pad jaaye) – (2) Mast mast aankhon se chhalakaao na madira Madhushaala mein taala na pad jaaye Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye
Aa aa aa aa…….. la ra ra la ra ra……
Tum jo thak gayi ho toh baahon mein utha le – (2) Hukm do hamein toh abhi paalaki la de Pant hai patharila paidal na chalo tum – (2) Kahin paanv mein chhaala na pad jaaye Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye
Dhoop ho ya chhanv sajan main toh aayungi – (2) Tumse milane aag pe bhi jalake jaaungi Ek pal bhi tanaha tumhe chhodu toh kaise – (2) Kisi sautan se paala na pad jaaye Dhup mein nikala na karo roop ki raani, gora rang kaala na pad jaaye Mast mast aankhon se chhalakaao na madira Madhushaala mein taala na pad jaaye
| Movie / Album | Geraftaar (1985) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Indeevar |
| Singer's | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Music Director | Bappi Lahiri |
Lyricist : Indeevar
Singer : Kishore Kumar, Mohammed Aziz
Lyricist : Indeevar
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar