Taar Bijli Song Lyrics - Gangs Of Wasseypur II Lyrics

Taar Bijli Lyrics from Gangs Of Wasseypur II Lyrics (hindi) sung by sharda sinha. This song is composed by sneha khanwalkar with lyrics penned by varun grover. Gangs Of Wasseypur II Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Taar Bijli Lyrics from Gangs Of Wasseypur II Lyrics: sharda sinha sings this hindi song for Gangs Of Wasseypur II Lyrics film with music by sneha khanwalkar

Taar bijli se, taar bijli se Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya – 2 Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya – 2 Sukhke ho gaye hai chuhaarey piya – 2 Bechare piya sab haare piya Kuch khaate nahi hain hamaare piya – 3 Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya – 2 Taar bijli se oye Taar bijli se aaye haye Taar bijli se patley hamaare piya – 2

(Khaatey dhaturaji sutley hamaare piya Maara dhakka na uthley dulaare piya) – 2 Oh re bapu bata tune yeh kya biya – 2 Yeh kya biya tune yeh kya biya Gulaabi chacha ke Gulaabi chacha ki kyaari mein kaanta bhara – 2 Na idhar na udhar kisi haare piya – 2 Taar bijli se patley Patley patley patley Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Hamaare piya..

Ghup andhera mein chaltey dulaare piya – 2 Zindagi kol bhari khoob pani bhara Arey chapra ke babuji yeh kya kiya Loknayak jalaye yeh kaisa diya Arey chapra ke babuji yeh kya kiya Loknayak jalaye yeh kaisa diya Bhaav koyala ke dikley – 2 Dihaari piya nihaari piya bihaari piya Mhaarey dupke hai phootey phuaare piya – 2 Phuaare phuaare phuaare piya Haan phuaare phuaare phuaare piya Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya – 2

Taar bijli se taar bijli se Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya – 2 Taar bijli se patley hamaare piya – 2 Oh re bhauji bata tune yeh kya kiya Oh re baapu bata tune yeh kya kiya Oh re chacha bata tune yeh kya kiya Loknayak bata tune yeh kya kiya Janayak bata tune yeh kya kiya Baba saheb bata tune yeh kya kiya

Taar bijli se patley hamaare piya Haan hamaare piya..dulaare piya Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya Taar bijli se patley hamaare piya – 2