Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai – (2)
(Mausam bhi aa pahuncha shehnaayi ka Abb hamako dar kaisa tanhaayi ka) – (2) Jivan ko jiska intjaar hai, aane hi waali woh bahaar hai – (2) Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai
(Jinaki chaahat mein akhiya tarasi hai Jinase milane ko baraso barasi hai) – (2) Honewaala unak deedaar hai, unako bhi mera intjaar hai – (2) Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai
Ghunghat mera jab uthaayenge, ik duje mein hum kho jaayenge – (2) Kadamon mein unake hi sansaar hai, yeh toh janmo janmo ka pyaar hai -2 Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai
Aa aa aa aa…….
| Movie / Album | Ganga Jamuna Saraswati (1988) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Prayag Raj |
| Singer's | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Anu Malik |
Lyricist : Indeevar
Singer : Kishore Kumar, Pankaj Udhas