Sine Me Jalan Aankho Me Tufan Sa Kyon Hain Song Lyrics - Gaman Lyrics

Sine Me Jalan Aankho Me Tufan Sa Kyon Hain lyrics from Gaman Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by jaidev verma.

Sine me jalan aankho me tufan sa kyon hain Iss shahar me har shaks pareshan sa kyon hain

Dil hain toh, dhadakane kaa bahana koyee dhundhe Patthar kee tarah behisao bejan sa kyon hain

Tanahaee kee yeh kaunsee, manjil hain rafiko Tahadde najar yek bayaban sa kyon hain

Kya koyee nayee bat najar aatee hain ham me Aayina hamen dekh ke hairan sa kyon hain