Rah Rah Ke Tera Dhyaan Song Lyrics - Gajre Lyrics

Rah Rah Ke Tera Dhyaan Lyrics : Rah Rah Ke Tera Dhyaan Song from the film Gajre Lyrics is sung by suraiya . ,

Rah-rah ke tera dhyaan rulaata hai kya karoon Har su gar mujhako tu nazar aata hai kya karoon Rah-rah ke tera dhyaan

Teri samajh mein bhi nahi aata hai mera haal -2 Meri zabaan pe bhi nahi aata hai kya karoon -2 Rah-rah ke tera dhyaan

( ye mujhako kya hua hai mujhe kud kabar nahi Mujhe kud kabar nahi ) -2 Har waqt koi yaad hi aata hai kya karoon -2 Rah-rah ke tera dhyaan

Hairaan hoon jab bhi aankh se aansu tapakata hai -2 Dil ki lagi ko aur badhaata hai kya karoon -2 Rah-rah ke tera dhyaan