Tum Bin Sajan Barase Nayan Song Lyrics - Gaban Lyrics

Gaban Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by shankar-jaikishan. . The song lyrics of Tum Bin Sajan Barase Nayan are below

Tum bin sajan barase nayan, jab jab badal barase Majbur ham majbur tum dil milane ko tarase

Nagin see yeh rat andheree baithee hai dil ko gher ke Ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke Tum bin sajan……….

Yeh dil tere pyar kee katir jag se begana ho gaya Ek khwab tha sab lut gaya sab kho gaya Tum bin sajan……….

Pyase pyase nain hamare ro ro ke hare sajana Aatho pahar barase gagan iss angana Tum bin sajan……….