Mai Chal Diya Song Lyrics - Gaane Bhi Do Yaaro Lyrics

Mai Chal Diya lyrics from Gaane Bhi Do Yaaro Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by a band of boys.

Yeh jahan meraa rasta meraa Hasrate teree hausala meraa, mai chal diya Tha yakin mujhe yeh yakin mujhe Majile tu hee paunga tujhe Mai chal diya – (2)

Aayee thee mushkile, mai kahee naa ruka Pyar ke samane aasman bhee jhuka, mai chal diya Yeh jahan meraa rasta meraa Hasraten teree hausala meraa Mai chal diya – (2)

Hoga kya kabhee socha naa, bas kadam rakh diya Tha junun tere pyar kaa, toh irada kar liya Ho ho ho o o o…. mai chal diya Yeh jahan meraa rasta meraa Hasraten teree hausala meraa Mai chal diya – (2)