Ishq Ishq Tera song lyrics - Fraud Saiyaan

Ishq Ishq Tera Song Lyrics from Fraud Saiyaan (Hindi) (2019) Ishq Ishq Tera Song Lyrics sung by Altamash Faridi.This song is composed by Sohail Sen with lyrics penned by Kumaar Fraud Saiyaan (Hindi) (2019) movie stars Arshad Warsi,Sara Loren and the songs were released in 2019.

Yeh ishq ishq tera Yeh ishq ishq tera

Yeh ishq ishq tera (aa…) Yeh ishq ishq tera

Tere haath mein meri lakeerein Padh le tu zara Tanha tha tujhko paa ke Tanha na raha

Dil waali jagah se Saare lafz mita ke Tera naam likha ke Saansein karti hai tera sajda…

Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera

Ho dil waali jagah se Saare lafz mita ke Tera naam likha ke Saansein karti hai tera sajda

Dhadka ke gaya dil mera Ye ishq ishq tera Dhadka ke gaya dil mera Ye ishq ishq tera

Kuch bhi na tere bin ho Tere aas paas din ho Raatein bhi hai jo meri Neendon mein kat jaye teri

Ho kuch bhi na tere bin ho Tere aas paas din ho Raatein bhi hai jo meri Neendon mein kat jaye teri

Hai teri jo baanhein Woh meri panahein Yeh meri nigaahein Rahe chehre pe tere hi sada

Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera

Mehsoos karun jo khud ko Toh chhu leta hoon tujh ko Mera jism ho ya saaya Tera aks mujhpe chhaaya

Ho mehsoos karun jo khud ko Toh chhu leta hoon tujh ko Mera jism ho ya saaya Tera aks mujhpe chhaaya

Ho tu meri raza hai Sadiyon ki dua hai Sab tujhko pata hai Ab tujhse hai kya parda

Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera Dhadka ke gaya dil mera Yeh ishq ishq tera