Husn ko parde ki Zarurat nahi ae Ghalib Kaun hosh mein rehta hai Mujhe dekhne ke baad
Zamaana dekhe mujhe (x3) Aur main apne aap mein magan magan magan
Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein.. haan, haan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein.. haan, haan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein
Zamaana dekhe mujhe (x3) Aur main apne aap mein magan magan magan…
Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein.. haan, haan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein
Chunoti de rahi hai Laali meri aftab ko Wo chand chhup gaya jo Dekha rukh-e-mahtaab ko
Gadar mein saath leke chalun thand aur agan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein.. haan, haan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein..
Qayamat hoon main sar se paon tak Qayamat hoon Udaaye khwaab aankhon se wohi Main chaahat hoon
Khud behkegi, behkayegi Meri jaan mujhe marwayegi Khud behkegi, behkayegi Marwayegi, marwayegi
Zamaana dekhe mujhe Zamaana dekhe mujhe Zamaana dekhe mujhe Aur main apne aap mein magan magan magan…
Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein.. haan, haan Gadar badan mein gulbadan Gadar badan mein
| Movie / Album | Firangi |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Ashraf Ali, Krishna Bhardwaj |
| Singer's | Mamta Sharma |
| Music Director | Jatinder Shah |
| Label | Zee Music Company |
| Year | 2017 |
| Starring | Aanjjan Srivastav, Edward Sonnenblick, InaamUlHaq, Ishita Dutta, Jameel Rahman Khan, Kapil Sharma, Kumud Kumar Mishra, Monica Gill, Rajesh Sharma |