Bebak Main Chala Song Lyrics - Filmistaan Lyrics

Bebak Main Chala Lyrics: Song from Filmistaan Lyrics movie sung by nikhil dsouza, song is composed by arijit datta.

Bebak mai chala Azad man chala Mujhe chalne do Yu ji ne ko kya Thodi dhup ho Chav ho jara si Par khuli

Bebak mai chala Azad man chala Mujhe bandhoge bhi Kaise tum bhala Badalo se aati Mai roshni

Mujhe chalna hai Udna hai Behna hai Jina hai

Mai bedakhal junun Manjilo ka hai shor Chup rasta rasta rasta Dor nahi

Kat ke kho jana kho jana Kho jana hai

Mere liye man khuda hai Aur man maula hai Kabhi malang aur kabhi ye faulana hai Jana mujhe hai waha Mile zamin aasma se jaha Hasna barsna Mudke na takna Lamho ke tarah

Bebak mai chala Azad man chala Mujhe chalne do Yu ji ne ko kya Thodi dhup ho Chav ho jara si Par khuli

Bebak mai chala Azad man chala Mujhe bandhoge bhi Kaise tum bhala Badalo se aati Mai roshni

Mujhe chalna hai Udna hai Behna hai Jina hai

Mai bedakhal junun