Main tere saath hoon jahan tu hai – 2 Dil ki dharati ka asaman tu hai – 2 Main tere saath hoon jahan tu hai
Ankh jalwa tera talaash kare (Ankh jalawa) – 2 tera talaash kare -2 Dil bhi poochhe mera kaha tu hai – 2 Dil ki dharti ka aasman tu hai – 2 Main tere saath hoon jahan tu hai
Jiski khaatir bhatak raha hoon main – 3 Meri manzil ka woh nisha tu hai – 2 Dil ki dharti ka aasman tu hai – 2 Main tere sath hoon jahan tu hai
Chain aye na aab karar aye (Chain aye) – 2 na aab karar aye – 2 Mujhko aawaz de kaha tu hai – 2 Dil ki dharti ka asaman tu hai – 2 Main tere sath hoon jahan tu hai
| Movie / Album | Film Hits - Pankaj Udhas Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Pankaj Udhas |