Wakt Kaa Saya Kisne Dala Hai Song Lyrics - Filhaal Lyrics

Wakt Kaa Saya Kisne Dala Hai lyrics : Wakt Kaa Saya Kisne Dala Hai Song from Filhaal Lyrics is sung by jaspinder narula, sonu nigam and composed by anu malik,

Wakt kaa saya kisne dala hai – (2) Ho rahega jo hone wala hai, jo hone wala hai Wakt kaa saya kisne dala hai – (4)

Din toh yeh bhee gujar jayega Par yeh lamha gujarta nahee Aag hee aag hee aag hai Phir kyun suraj pighalta nahee Dag dhone se jate nahee – (2) Dard rone se ghatata nahee Wakt kaa saya kisne dala hai – (2)

Nind me sans lete toh hai Khwab jage toh mar jate hai Bebasee hai badee bebasee Apne saye se darr jate hai Kaun kisse shikayat kare – (2) Jo likha hai woh mit ta nahee Wakt kaa saya kisne dala hai – (2) Ho rahega jo hone wala hai, jo hone wala hai Wakt kaa saya kisne dala hai – (3) Ho rahega jo hone wala hai