Baharo se puchho najaro se puchho, dil kyon divana meraa ho gaya Lakh sambhala magar kho gaya, baharo se puchho najaro se puchho Dil kyon divana meraa ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya
Too bhee divana sanam mai bhee divanee, ulfat kee hai ajab kahanee – (2) Meraa dil teraa kaise ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya
Badane lagee hai abb bekararee, mitne lagee hai nind hamaree Dil ko naa jane yeh kya ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya
| Movie / Album | Fashion (1957) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Hemant Kumar |
Lyricist : Bharat Vyas
Singer : Geeta Dutt, Lata Mangeshkar