Jal Jal Ke Shama Kee Tarah Song Lyrics - Fariyaadi Lyrics

Jal Jal Ke Shama Kee Tarah Lyrics from Fariyaadi Lyrics (hindi) sung by mohammad rafi. This song is composed by b n bali with lyrics penned by muzaffar orkazai. Fariyaadi Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Jal Jal Ke Shama Kee Tarah Lyrics from Fariyaadi Lyrics: mohammad rafi sings this hindi song for Fariyaadi Lyrics film with music by b n bali

Jal jal ke shama kee tarah fariyad naa karna Mai yad bhee aau toh mujhe yad naa karna

Mushkil hai bahut pyar kee duniya ko basana Bedard jamane kaa tarika hai purana Do pyar bhare dil kabhee aabad naa karna Mai yad bhee aau…….

Aakash kee chotee pe mahal hamane banaya Duniya se bahut dur jahan apna basaya Kismat ne magar chaha hame shad naa karna Mai yad bhee aau…….

Abb apne khayalo me mujhe tum naa basana Bhule se kabhee tum mere sapno me naa aana Gar dil me uthe dard toh fariyad naa karna Mai yad bhee aau…….