Yeh Mausam Pyaar Ka Song Lyrics - Faraib (1983) Lyrics

Faraib (1983) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . . . The song lyrics of Yeh Mausam Pyaar Ka are below

(Yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka Dil se dil milaao pyaar do Pehale mujhe jahaan se maang lo) – (2) Yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka

Armaano mein halchal machi, jawaani bhi hai josh mein Mehaki hawa behaki fiza hum kyun rahe hosh mein Laut nahi kismat kabhi ek baar jo kho gayi Pachhataayenge hum umrr bhar jo tumse khata ho gayi Dil se dil milaao pyaar do Pehale mujhe jahaan se maang lo Yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka

Lipati huyi ghata se ghata mile dekho dharati gagan Dono ke mann jab mil gaye juda kyun rahe do badan Sajane toh do phulon ki sej bajane do shehnaayi Janmo ke tum saathi bano mit jaaye tanhaayiya Dil se dil milaao pyaar do Pehale mujhe jahaan se maang lo Yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka Aa aa aa aa…. hmm hmm hmm hmm hmm…..