Roza Roza Main Yaar Gulaabi Roza Song Lyrics - Ek Second... Jo Zindagi Badal De Lyrics

Roza Roza Main Yaar Gulaabi Roza Lyrics from Ek Second. Jo Zindagi Badal De Lyrics (hindi) sung by alisha chinai, anand raj anand. This song is composed by anand raj anand, gulam khan . Ek Second. Jo Zindagi Badal De Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Roza Roza Main Yaar Gulaabi Roza Lyrics from Ek Second. Jo Zindagi Badal De Lyrics: alisha chinai, anand raj anand sings this hindi song for Ek Second. Jo Zindagi Badal De Lyrics film with music by anand raj anand, gulam khan

Jaan luta de deewaane ek baar muska du toh – (2) Dil ho jaaye leher leher julf agara lehara du toh Ek baar mere yaar nigaahon mein meri tu kho ja, kho ja Roza roza main yaar gulaabi roza – (2)

Roza roza main yaar gulaabi roza – (2) Chali aisi shamma huwa mast sama Meri aankhon se aankhein milaake deewaane tu ho ja meherbaan Hai aaj ka pal na dekho kal Yeh jindagi kal fisalake kahaan jaayegi kal ka kise pata Ek baar mere yaar adaao mein meri tu kho ja, kho ja Roza roza main yaar gulaabi roza – (2)

Roza roza main yaar gulaabi roza Roza roza tu yaar gulaabi roza Haay roj yahaan hoti hai khata Khataao mein aisi saja hai ki saja mein bhi hai maja Gul khilein yahaan dil meilein yahaan Deewaano ki yeh dillagi hai deewaane le aawaaragi ka maja Ek baar mere yaar sadaao mein meri tu kho ja, kho ja Roza li roza li roza li roza li….. roza roza Jaan luta de deewaane ek baar muska du toh Dil ho jaaye leher leher julf agara lehara du toh Ek baar mere yaar nigaahon mein meri tu kho ja, kho ja (Roza roza main yaar gulaabi roza Roza roza tu yaar gulaabi roza) – (2)