Sambhal Ke Karna Jo Bhee Karna Song Lyrics - Ek Phool Char Kaante Lyrics

Sambhal Ke Karna Jo Bhee Karna lyrics : Sambhal Ke Karna Jo Bhee Karna Song from Ek Phool Char Kaante Lyrics is sung by mukesh and composed by shankar-jaikishan,

Sambhal ke karna jo bhee karna najuk hathowale Lachak na jaye naram kalayee pad na jaye chhale Sambhal ke karna…..

Hata ke parade nikal pade ho, mukabala kya tum hee bade ho Magar ai janan idhar toh dekho ham bhee hain dilwale – (2) Sambhal ke karna…..

Salonee chitavan adaye katil, woh lut gaya jo huwa mukabil Yeh tirachhee tirachhee najar tumharee hamko mar na dale – (2) Lachak na jaye……

Tane hain tevar chadha hai para, tumhara gussa bhee jan se pyara Rup ka jadu jab chadh jaye dil ko kaun sambhale – (2) Sambhal ke karna…..