Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise Song Lyrics - Ek Main Aur Ek Tu (1986) Lyrics

Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise Lyrics: Song from Ek Main Aur Ek Tu (1986) Lyrics movie sung by asha bhosle, mohammed aziz, written by anand bakshi, song is composed by r d burman.

(Main deewaana na jaana kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gayi-2 O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi) – (2)

Main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

Pehale gussa aaya phir yaar aa gaya – (2) Patjhad mein yeh mausame bahaar aa gaya O jhute waade par bhi aitbaar aa gaya Aankhon hi aankhon mein, baaton hi baaton mein yeh daastaan ban gayi O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi Main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

Hum kitana bichade phir mulaakaat ho gayi – (2) Hum kitaa ruthe phir kaise baat ho gayi Kab yeh aag lagi kab yeh barsaat ho gayi Dub gaye hum dono jisame paani ka katara katara tufaan ban gaya O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya Main deewaana na jaana kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gayi O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

Duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi – (2) Woh rasmo riwaajon ki talwaar gir gayi Main tere kadamon mein ho dildaar gir gayi Tauba tauba kitani mushkil baat mohabbat mein kitani aasaan ban gayi O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi Main deewaani na jaani kab kaise mere dil mein tu mehmaan ban gaya O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya – (2)