Sarraa – 3 (Ganv ki radha ka rang Tikha tikha tikha tikha hai) – 2 Aise uchako se ulajana bhi khub sikha hain Aaj udata gulaal karein chahere ko laal – 2 Naache kanhiya ke sang hum doli re (Khele hai munna ke sang – 3 Saara ganv holi re) – 2
Ujale cigaret ke dhuve ka rang sala kala tha – 2 Zindagi ka jue ka khiladi bada aala thaa Himmat dikhata hamesha naya – 2 (Kabhi tezz dhaar chaaku ka yaar Kabhi dhaar dhaar chaaku se war) – 2 Kate se chali goli re (Khele hai munna ke sang – 3 Saara ganv holi re) – 3
Zakhamo se zeenda aisa parinda – 2 Udda ke dikha de veelu re – 2 Koi kuch bhi kahein Woh sunta nahi hain ziddi bada Hain ziddi bada Jo dil ne kaha woh rukata nahi Agar zidd pe adaa – 3
Ab tak jo thaa kissa suna sunaya sa – 2 Ab dekho asli hero re (Khele hai munna ke sang – 3 Saara ganv holi re) – 3
| Movie / Album | Ek Bura Aadmi Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Nasir Faraaz |
| Singer's | Tochi Raina |
| Music Director | Bandagi |