Jamin Ka Phul Ho Ya Hur Aasman Kee Ho Song Lyrics - Eight Stages Of Love Lyrics

Eight Stages Of Love Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . . . The song lyrics of Jamin Ka Phul Ho Ya Hur Aasman Kee Ho are below

Koyee kisiko kyon achha lagta hain Koyee kisiko dekh kar kyon apne hosh kho deta hain Kisiki hairan aankhe ek hasin chehre ko dekhtee hain Aur dil me anginat masum sawal karwate badalne lagte hain

Jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho La la la la la la la….. hmm hmm hmm……. Jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho – (2) Mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho Jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho

Yeh jism git hain khushbu hain ya hain dip jala Yeh julf rat hain badal hain ya hain koyee bala Yeh aankhe jadu hain jhile hain ya ke paimana Yeh chehra khwab hains sach hain ya koyee afasana Woh des kitna hasin hoga tum jahan kee ho Mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho Jamin ka phul ho

Tumhare layje me shishe khanakte hain jaise Tumhare chhune se pathhar pighalte hain jaise Kiran see phutti hain tum jo muskuratee ho Najare gate hain tum jo najar uthatee ho Yaha kee ho ya kisee aur kehkasha kee ho (Mai sochata hu ke tum kaun ho kaha kee ho Jamin ka phul ho ya hur aasman kee ho) – (2) La la la la la la la….. hmm hmm hmm…….