Sau Baar Kaha Dil Ne Song Lyrics - Eent Ka Jawab Patthar Lyrics

Sau Baar Kaha Dil Ne Lyrics from Eent Ka Jawab Patthar Lyrics (bollywood) sung by asha bhosle. This song is composed by shankar-jaikishan with lyrics penned by naqsh lyallpuri. Eent Ka Jawab Patthar Lyrics (bollywood) film stars ,the songs were released in .

(Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho) – (2) Tum humko mohabbat se – 2 Bas ek najar dekho Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho

(Julfo me basi khusbu Aankho me haya aayi) – (2) Aayina jaha dekha Kehne lagi angdayi Mahbub se milna hai Kuch aur sawar dekho Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho

(Jadu sa jagaya hai Ghunghru ki sadao ne) – (2) Madhosh kiya sab ko Aachal ki hawao ne Lahrane lagi mahfil Nagamo ka asar dekho Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho

(Is dil me tamanna hai Jan tum pe lutane ki) – (2) Kimat hai bahut apni Najro me jamane ki Bemaut hi lut jaye Tum ek baar haskar dekho Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho Tum humko mohabbat se – 2 Bas ek najar dekho (Sau baar kaha dil ne Ek baar idhar dekho) – (2)