Towal Me Bahar Jaogi To Song Lyrics - Eena Meena Deeka Lyrics

Eena Meena Deeka Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by anand shrivastav, milind shrivastav. . The song lyrics of Towal Me Bahar Jaogi To are below

(Towal me bahar jaogi to Halla mach jayega) – (2) (Kar dogi badnaam tum Karo na aisa kaam tum Tumko aise dekh Har ek ladka sharmayega Towal me bahar jaogi to Halla mach jayega) – (2)

(Niklo na road pe Kahna tum maan lo) – (2) Chhedo na raah me Mujhko pahchan lo Dekho karo na aisi nadani Buddu na samjho Mai hu sayani Hongi jo haraniya Denge jo galiya Beech sadak pe dil ruba Rukh jayegi gadiya Dekhega driver tumko Auto trak se takreyega (Towal me bahar jaogi to Halla mach jayega) – (2)

(Chahunga raat din Dil se dil jodh do) – (2) Aaungi hath na Jidh karna chhod do Raste me koi towel na khinche Kahe pade ho tum mere pichhe Bhola bhala roop hai Nagin jaisi chal hai Kab se mai bechain hu Puchho na kya hal hai Bari jawani dekh ke Aasiq ka dil lalchayega

(Towal me bahar jaogi to Halla mach jayega) – (2) Kar dogi badnam tum Karo na aisa kam tum Tumko aise dekh Har ek ladka sharmayega Towal me bahar jaogi to Halla mach jayega