Lal Lal Aag Hua Patha Chanar Ka Song Lyrics - Dus Tola Lyrics

Dus Tola Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by sandesh shandilya. . The song lyrics of Lal Lal Aag Hua Patha Chanar Ka are below

Lal lal aag hua patha chanar ka – 2 Matti kumhar ki sona sunar ka Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka Lal lal aag hua patha chanar ka Ha lal lal aag hua patha chanar Matti kumhar ki sona sunar ka

Reza reza palchin palkatine hai Hath ki lakeero ke balchatine hai Reza reza palchin palkatne hai Ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai – 2 Ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai – 2 Ho lal lal aag me hai dana anar ka dana anar ka Ho lal lal aag hua patha chanar ka Matti kumhar ki sona sunar ka

Here ki kanni hai na panne ka pani Sone me soyegi gaav ki rani Here ki kanni hai na panne ka pani Are jeeli jeeli jhugiyo me savan guzara Bund bund matke me bhaado utara – 2 Are inch inch ghumta hai – 2 Chakka intezar ka chakka intezar ka Matti kumhar ki sona sunar ka Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka Lal lal aag hua patha chanar ka – 4