koi jab raah na paae, mere sang aae ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar
koi jab raah na paae, mere sang aae ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar follow@ Bikash
jivan ka yahi hai dastur pyaar bina akela majabur dosti ko maane to sab dukh dur dosti ko maane to sab dukh dur
koi kaahe thokar khaae, mere sang aae…… ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar follow@ Bikash dono ke hain roop hazaar par meri sune jo sansaar dosti hai bhaai to bahana hai pyaar dosti hai bhaai to bahana hai pyaar
koi mat chain churaae, mere sang aae…… ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar follow@ Bikash pyaar ka hai pyaar hi naam kahin mira kahin ghanashyaam dosti ka yaro nahi dubhi daam dosti ka yaro nahi dubhi daam koi kahin dur na jaae, mere sang aae…… ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar
koi jab raah na paae, mere sang aae ke pag pag deep jalaae, meri dosti mera pyar meri dosti mera pyar
Movie / Album | Dosti (1964) |
Language | Hindi |
Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
Singer's | Mohammad Rafi |
Music Director | Laxmikant Pyarelal |
Label | Bollywood Classics |
Year | 1964 |
Starring | Sudhir Kumar Sawant, Sushil Kumar Somaya |
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Mohammad Rafi