Yeh reshmi zulfen Yeh sharbati aankhen Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Yeh reshmi zulfen Yeh sharbati aankhen Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Jo yeh aankhen sharam se jhuk jayengi Jo yeh aankhen sharam se jhuk jayengi Saari batein yehi bas ruk jaayengi
Chup rehena yeh apsana koi inko na batlana Ke inhe dekh kar pee rahen hain sabhi Inhe dekh kar pee rahen hain sabhi
Yeh reshmi zulfen Yeh sharbati aankhen Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Zulfen magroor itni ho jayengi Zulfen magroor itni ho jayengi Dil ko tadpayengi, jee ko tarsayengi
Yeh kardengi deewana koi inko na batlana Ke inhe dekh kar jee rahen hain sabhi Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Saare inki shikayat karte hain Saare inki shikayat karte hain Phir bhi inse mohabbat karte hain
Yeh kya jaadu hain jane Phir chak girewan deewane Inhe dekh kar see rahen hain sabhi Inhe dekh kar see rahen hain sabhi
Yeh reshmi zulfen Yeh sharbati aankhen Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Movie / Album | Do Raaste |
Language | Hindi |
Lyricist | Anand Bakshi |
Singer's | Mohammed Rafi |
Music Director | Laxmikant Pyarelal |
Label | Shemaroo Filmi Gaane |
Year | 1969 |
Starring | Mumtaz, Rajesh Khanna |