Tumse mile do din huye Phir kyun lage na dil Ab se mere bas mein nahi Teri sune yeh dil x (2)
Main jitni baar milun Mujhe kam hi lagta hai Dil seedha saadha tha Ab sanki lagta hai
Ke tumse pyar main karta hoon Ke tumpe main yun marta hoon x (2)
Tera pata poocha kare Khud lapata hai dil Tu kam se kam yeh to bata Kya chaahe tera dil x (2)
Main jitni baar milun Mujhe kam hi lagta hai Dil seedha saadha tha Ab sanki lagta hai
Ke tumse pyar main karta hoon Ke tumpe main yoon marta hoon x (2)
Hum baithe yunhi rahe Woh aake chale gaye x (2)
Ke tumse pyar main karta hoon Ke tumpe main yoon marta hoon x (3)
Movie / Album | Do Din |
Language | Hindi |
Lyricist | Kunaal Vermaa |
Singer's | Darshan Raval |
Music Director | Darshan Raval |
Label | Sony Music India |
Year | 2018 |
Starring | Akanksha Sharma, Darshan Raval |