Jalim jamana mujhko tumse chhuda raha hai Ai jalim jamana mujhko tumse chhuda raha hai Anjam jindagee ka -2 najdik aa raha hai Jalim jamana mujhko tumse chhuda raha hai
Bite dino ke nagme dil aaj ga raha hai Duniya me jaise apnee -2 koyee bula raha hai Bite dino ke nagme dil aaj ga raha hai
Tujhko kasam hai aakar (surat jara dikha ja -2) Divana dekh tera duniya se ja raha hai
Barabadiyo ka apnee (shikawa nahee kisee se -2) Mera nasib mujhko yeh din dikha raha hai Ai bite dino ke nagme dil aaj ga raha hai
| Movie / Album | Dillagi - 1949 Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Shyam Kumar, Suraiya |
| Music Director | Naushad |