Jadu sa chhane laga, pagal banane laga Kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga Kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)
Divana pagal sa dil, aankho ke kajal sa dil Lehrate aanchal sa dil, julfo ke badal sa dil Tarse naa yeh barse naa yeh, (yeh dil kya kare -2)
Jadu sa chhane laga, pagal banane laga Kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga Kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)
Tumse chura le tumhe, sabse chhupa le tumhe Jan se laga le tumhe, apna bana le tumhe Mai betab hu tu beche hai, (yeh dil kya kare -2)
Jadu sa chhane laga, pagal banane laga Kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga Kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)
Movie / Album | Dil Kya Kare Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Anand Bakshi |
Singer's | Alka Yagnik, Udit Narayan |
Music Director | Jatin-Lalit |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Abhijeet, Kavita Krishnamurthy