Dil Dhoondta Hai Lyrics / Hindi / Lata Mangeshkar

Baadal Ko Garajne Do Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Baadal Ko Garajne Do is presented as a lyrics page from Dil Dhoondta Hai Lyrics in the Hindi collection with Lata Mangeshkar and Udit Narayan in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Baadal Ko Garajne Do", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through love and reflection with a romantic tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnromantic imagery
Moodromanticreflective
Themeslovereflection
Find more like thisbaadal ko garajne do lyricsdil dhoondta hai lyricshindi song lyricslata mangeshkar lyricsudit narayan lyricslove lyricsromantic songbaadal ko garajne do

Lyrics

--female-- Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa --male-- Saawan tera chehra jhuk jhuk ke choomta hai, haai Deedaar ki ek jhalak ke liye khoob barasta hai, jhoomta hai --female-- (Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do Mausam hai bada beimaan Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do) - 2 --male-- Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do Mausam hai bada beimaan Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do Tere chehre ki taarif mein paas mere alfaaz nahin Zubaan meri khaamosh hai, gale mein bas aawaaz nahin Yeh gesu hai ke baadal hai, late khuli to naagin hai Pairon mein paayal hai, nigaahein husn-e-kaatil hain Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do Mausam hai bada beimaan Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do --female-- Jhoote bol sunaane se kya tujhko mil jaayega Jab tu chhodega toofaan mein, dil naazook hai hil jaayega Aankhen hain bheegi bheegi, mausam hai bheega bheega Taarein hain maddham maddham, baahon mein khoye hain hum Mm mm, mm mm, aa aa aa aa aa Baadal ko garajne do --male-- Baarish ko barasne do --female-- Mausam hai bada beimaan --male-- Dil ko aur dhadakne do --female-- Dil ko tadapne do --male-- Baadal ko garajne do --female-- Baarish ko barasne do --male-- Mausam hai bada beimaan --female-- Dil ko aur dhadakne do Dil ko tadapne do

About this song

Baadal Ko Garajne Do Lyrics: Song from Dil Dhoondta Hai Lyrics movie sung by lata mangeshkar, udit narayan, song is composed by.