Allah Maaf Kare Song Lyrics - Desi Boyz Lyrics

Allah Maaf Kare Lyrics from Desi Boyz Lyrics (hindi) sung by shilpa rao, sonu nigam. This song is composed by pritam chakraborty with lyrics penned by irshad kamil. Desi Boyz Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Allah Maaf Kare Lyrics from Desi Boyz Lyrics: shilpa rao, sonu nigam sings this hindi song for Desi Boyz Lyrics film with music by pritam chakraborty

Tauba tauba tere pyaar mein Lutt gaya iqraar mein (Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare) – 2 Dekha tujhe toh saansein ruk gayi Sajde mein yeh aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare

Tauba tauba tere pyaar mein Lutt gaya iqraar mein (Yeh din jawani ke dil ki kahani ke aise bitaata hoon main Tere khayalon mein apne sawaalon mein Uljha sa jaata hoon main) – 2 Ho ladte ladte aankhein lad gayi Dil ki baatein aagey badh gayi Thodi shararat ho gayi allah maaf kare Meri toh sudh-budh kho gayi allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi allah

(Maana zamaana yeh deta hai Taana yeh thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon aisa ya waisa Hoon ab toh tumhara hoon main) – 2 Ho aate jaate dekhoon tujhko Jaane hua hai yeh kya mujhko Sabse baghawat ho gayi allah maaf kare Saari sharafat kho gayi allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi allah Aye Tujhse mohabbat ho gayi allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi allah maaf kare Tauba tauba tere tu lutt gaya – 2