Dard Ka Rishta (1982) Lyrics / Hindi

Ganapati Bappa Moraya Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Ganapati Bappa Moraya is presented as a lyrics page from Dard Ka Rishta (1982) Lyrics in the Hindi collection, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Ganapati Bappa Moraya", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with a melancholic tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnsad emotional turn
Moodmelancholicreflective
Themesreflection
Find more like thisganapati bappa moraya lyricsdard ka rishta 1982 lyricshindi song lyricsreflection lyricsmelancholic songganapati bappa moraya

Lyrics

Ganapati bappa moraya pudhachya varshi lavkar ya Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) Mere mann mandir mein tu bhagwaan rahein Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Mere ghar mein kitane din mehmaan rahe Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) (Kitani ummidein band jaati hai tumase tum jab aate ho Abb ke baras dekhe kya de jaate ho, kya le jaate ho) - (2) Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) Apane sab bhakton ka tumako dhyaan rahe Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Mere mann mandir mein tu bhagwaan rahein Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) (Aana jaana jivan hai jo aaya kaise jaaye na Khilane se pehale hi lekin phul koyi murjhaaye na) - (2) Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) Nyaay anyaay ki kuchh pehchaan rahe Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Mere mann mandir mein tu bhagwaan rahein Mere dukh se tum kaise anjaan rahe Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (2) Ho o o o asuvan ka katara katara saagar se bhi hai gehara Isamein dub na jaau main, tumari jay jay gaau main Warna ke jab aaoge, tum mujhako na paaoge Tumako kitana dukh hoga, ganapati bappa moraya Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa Apani jaan ke badale apani jaan main arpan karata hoon Aakhari darshan karata hoon, abb main visrjan karata hoon Ganapati bappa moraya -2, agale baras tu juldi aa Ganapati bappa moraya agale baras tu juldi aa - (6)

About this song

Ganapati Bappa Moraya Lyrics: Song from Dard Ka Rishta (1982) Lyrics movie written by anand bakshi, song is composed by r d burman.