Chha rahi kaali Ghata jiya mora lehraaye hai -x2, Chha rahi kaali ghata
Sun ri koyal baawri tu Sun ri koyal baanwari tu Kyun malhaar gaaye hai.
Sha rahi kali ghata jiya mora lehraaye hai.
Suno na suno na Dil ki to zubaan naheen Magar yeh bolta hai tumse jo Poochh lo, poochho na
Pooch lo, poocho na Yeh dhadkano mein kya chhupa raha hai, Aa ke khud hi jaan lo.
Main kaise karoon bayaan Ke darmiyaan hijaab hain Kih meri peehu-peehu mein Dard be-hisaab hain -x2.
Ay papeeha aa idhar main bhi saraapa dard hoon Aam par kyoon jam raha hai main bhi to aisi zard hoon
Aye papeeha aa idhar Main bhi saraapa dard hoon Aam par kyoon jam raha hai Main bhi to aisi zard hoon.
Farq itna hai kih us mein Farq itna hai kih us mein Ras hai mujh mein haaye hai
Cha rahi kali ghata.
Saare aazaaron se baṛh kar Ishq ka aazaar hai Aafaton men jaan o dil ka daalna bekaar hai Bewafa se dil laga kar Be-wafa se dil laga kar kya koyi phal paaye hai Chha rahi..
Teri pi pi se papeeha.. Teri pi pi se papeeha pi mujhe yaad aaye hai,
Chha rahi kaali ghata Jeeya mora lehraaye hai,
Main kaise karoon bayaan kih darmiyaan hijaab hain Keh meri peehu peehu men dard be-hisaab hain -x3.
Chha rahi kaali ghaṭa jiya mora lahraaye hai -x2.
Movie / Album | Coke Studio 10 |
Language | Hindi |
Lyricist | Asim Raza |
Singer's | Amanat Ali, Hina Nasrullah |
Music Director | Sahir Ali Bagga |
Label | Coke Studio |
Year | 2017 |
Lyricist : Farooq Rokhri, Ibn-e-Insha, Mazhar niazi, Shakir Shuja Abadi, Shuja Haider
Singer : Attaullah Esakhelvi
Lyricist : Ali Hamza, Saifuddin Saif
Singer : Aima Baig, Humera Arshad, Rachel Viccaji
Lyricist : Bashir Manzar, Muhammad Nasir
Singer : Farhan Saeed, Quratulain Balouch
Lyricist : Faiz Ahmed Faiz
Singer : Humera Channa, Nabeel Shaukat