Zindagi, zindagi, zindagi, zindagi… Jeena zindagi hamse sikho Karna dosti hamse sikho Jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho Shamma ke deewaane, hum yaara parwaane Masti mein rehte hai hum yaar mastaane, parwa kisi ki na bhi Jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
Manjil ke hum deewaane, masti se apana waasta – 3 Jahaan ruk gaye wahaan hai manjil, jahaan chal pade raasta Jo soch lena hai woh kar hi dena hai Ghabraan mushkil hai, masti ki sena hai, parwa kisi ki na bhi Jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
Apana khishiyon se yaaraana, ghum kya kisko pata – 3 Mushkil pichhe hat jaana, apana hai dhang juda Hoga, nahi hoga, dekhenge jo hoga Wohi kiya humne, sabne jisetoka, parwa kisi ki na bhi Jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
Zindagi, zindagi, zindagi, zindagi ooh…
| Movie / Album | Chhodo Na Yaar Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Raj Anand, Panchhi Jalonvi |
| Singer's | Shaan |
| Music Director | Anand Raj Anand |
Lyricist : Anand Raj Anand, Panchhi Jalonvi
Singer : Shaan