Woh Din Song Lyrics - Chhichhore

Woh Din Song Lyrics from Chhichhore (Hindi) (2019) Woh Din Song Lyrics sung by Tushar Joshi.This song is composed by : Pritam with lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. Chhichhore (Hindi) (2019) album stars Sushant Singh Rajput, Shraddha Kapoor and the songs were released in 2019.

Yaadon ke purane album mein Chhupa ke rakhe hain humne woh din Hmm.. gullak mein padi chavanni si Bacha ke rakhe hain humne woh din

Na kisi manzil ki fikar thi Zindagi jeene ki umar thi Dosti aur doston se udhar ke din the

Woh din bhi kya din the, woo… Hmm… woh din bhi kya din the, woo… (x2)

Kar na mana the kaam jo Humne kiya har kaam woh Jinki nahi thi permission Saare kiye intezam woh

Bedhab harkataon ke Bhoot sar pe sawar ke din the Haq karne ke yaaron Aar ya phir paar ke din the Woh din bhi kya din the

Woh din bhi kya din the, woo… Hmm… woh din bhi kya din the, woo… (x2)