Chehraa Lyrics / Hindi / Alka Yagnik

Sach Much Main To Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

Sach Much Main To is presented as a lyrics page from Chehraa Lyrics in the Hindi collection with Alka Yagnik and Kumar Sanu in the credits, giving readers the words alongside available song context. Use it to follow the lyrics, notice repeated lines such as "Sach Much Main To", and connect the song to its mood and themes.

What it means

Based on the supplied lyrics, this song can be read through reflection with an emotional tone. The note is intentionally cautious, using the repeated phrases and available metadata as listening context rather than adding unsupported facts.

Listen formain chorus turnemotional tone
Moodemotionalreflective
Themesreflection
Find more like thissach much main to lyricschehraa lyricshindi song lyricsalka yagnik lyricskumar sanu lyricsreflection lyricsemotional songsach much main to

Lyrics

--male-- (Sach much main to deewana ho gaya Jaane kahan yeh dil kho gaya) - 2 Aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam --female-- (Sach much main to deewani ho gayi Apni shuru kahaani ho gayi) - 2 Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam --male-- Sach much main to deewana ho gaya Aur kisi pe nazar na thehri Dekha hai tujhko jab se Haan teri mohabbat mil gayi mujhko Aur main kya mangoon rab se --female-- Ho, bhool gaye hum dono jahan ko Ishq mein aise choor hue Kho gaye hum to ab yaadon mein Is duniya se door hue --male-- Sach much main to deewana ho gaya Jaane kahan yeh dil kho gaya --female-- Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam --male-- Sach much main to deewana ho gaya --female-- Is dharti se, us ambar tak Chehraa tera leheraaye Shonkh bahaaron ka yeh mausam Teri hi khushboo laaye --male-- Hey, dil paagal hai, baat na maane Kaise isko samjhaaoon Kaisa mera haal hai yaara Kaise tujhko batlaaoon --female-- Sach much main to deewani ho gayi Apni shuru kahaani ho gayi Hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam --male-- Aankhon aankhon ek hi chehraa Dhadkan dhadkan ek hi naam Tere siva ab is duniya mein aur nahin koi mujhko kaam --female-- Sach much main to deewani ho gayi --male-- Sach much main to deewana ho gaya

About this song

Sach Much Main To lyrics : Sach Much Main To Song from Chehraa Lyrics is sung by alka yagnik, kumar sanu and composed by,